Sub Nabiyon Sy Aalla Mera Kamli Walla - Sidra-Tul-Muntaha




Lyrics:

Sab Nabiyon se Aala Mera Kali Kamli Wala
Kali Kamli Wala Aaqa Shehar Madine Wala

Wo Badr Muneer Nabuwwat ka Ashab hai Iska Aala

Wo Khatme Rusool Maula-e-Kull
Wo fakhre Rusool Dana-e-Sabul
Tera Chehra Wadduha Aesa
Koi Haseen na aaya Tuj Jaisa
Mazag-Basar hai Aankh Teri
Wallayl Kamal hai Zulf Teri
Tere Husn ka Aesa Jadu
Raha Dil pe kisi ke na kabu
Husn Qureshi Hashmi ka
Sab Nabiyon se nirala

Sab Nabiyon se Aala Mera Kali Kamli Wala
Kali Kamli Wala Aaqa Shehar Madine Wala

Tere Aane se Ye mehka Jahan
Kisi Khushbu mein ye Mahek kahan
Yasin chamakti Tujko mili
Khile Phool kali Har ek khili
Tumhe dekha zaree chamak uhte
Hua Chand ungli se Do Tukde
Tera Laab Shahed se bhi mitha
Aabe Kausar se bhi mitha
Khushk Gulab se Aaqa Tera pasina chhuta


Sab Nabiyon se Aala Mera Kali Kamli Wala
Kali Kamli Wala Aaqa Shehar Madine Wala

Aur karti rahun Mein Baatein Unki
Tuhi Sadik aur Ameen Haseen
Meine Un Jaisa na dekha kahin
Unke Har Ek bol pe Naat likhun
Unki pyari Har Ek baat likhun
Unke Kalme ka Ikrar karun
Aur Waqte Naza mein yaad karun
Aaqa ne dekho bakhshish ka
Kesa kaam nikala

Sab Nabiyon se Aala Mera Kali Kamli Wala
Kali Kamli Wala Aaqa Shehar Madine Wala


2 comments:

Categories

Blog Archive